Hindi Songs Lyrics
Teri Fariyad Extended Version Lyrics from most romantic Hindi film ‘Tum Bin 2’ melodiously performed by duo of Jagjit Singh & Rekha Bhardwaj, is a soulful song filmed on Neha Sharma, Aditya Seal & Aashim Gulati.The touching music of tune is composed & produced by Ankit Tiwari & Nikhil Vinay while lyric of this extend version of Teri Fariyad are written by Shakeel Azmi & Faaiz Anwar
Teri Fariyaad Songs Info:
Singers: Rekha Bhardwaj, Jagjit Singh
Lyricist: Shakeel Azmi, Faaiz Anwar
Actors: Neha Sharma, Aditya Seal, Aashim Gulati, Kanwaljit Singh, Farah Ahmad
Movie Title/ Album: Tum Bin 2 (2016)
Music Composers: Ankit Tiwari, Nikhil Vinay
Teri Fariyad Extended Version Lyrics – Tum Bin 2 Movie
Ab koi aas na umeed
Bachi ho jaise (x2),
Teri fariyad ma ga re
Mujhme dabi ho jaise,
Bachi ho jaise (x2),
Teri fariyad ma ga re
Mujhme dabi ho jaise,
Jaagte jaagte ik umar kati ho jaise
Jaagte jaagte ik umar kati ho jaise
Ab koi aas na umeed
Bachi ho jaise.
Jaagte jaagte ik umar kati ho jaise
Ab koi aas na umeed
Bachi ho jaise.
Raste chalte hain
Magar paaon thame lagte hain,
Magar paaon thame lagte hain,
Hum bhi is barf ke manzar mein
Jame lagte hain,
Jame lagte hain,
Jaan baaki hai magar saans ruki ho jaise.
Waqt ke paas latife bhi hain
Marham bhi hai
Kya karoon main ke mere dil mein
Tera gham bhi hai.
Marham bhi hai
Kya karoon main ke mere dil mein
Tera gham bhi hai.
Meri har saans
Tere naam likhi ho jaise
Koi fariyad tere dil mein
Dabi ho jaise.
Tere naam likhi ho jaise
Koi fariyad tere dil mein
Dabi ho jaise.
Kisko naraaz karoon
Kis se khafa ho jaoon
Aks hain dono mere
Kis se judaa ho jaoon,
Kis se khafa ho jaoon
Aks hain dono mere
Kis se judaa ho jaoon,
Mujhse kuch teri nazar pooch
Rahi ho jaise.
Rahi ho jaise.
Raat kuch aisi kati hai ke
Sehar hi na mili
Jism se jaan ke nikalne
Khabar hi naa mili.
Sehar hi na mili
Jism se jaan ke nikalne
Khabar hi naa mili.
Zindagi tez bohat tez chali ho jaise (x2).
Kaise bichdoon ke wo
Mujhme hi kahin rehta hai
Us se jab bachke guzarta hoon
Toh ye lagta hai,
Mujhme hi kahin rehta hai
Us se jab bachke guzarta hoon
Toh ye lagta hai,
Wo nazar chhupke mujhe dekh rahi ho jaise.